google.com, pub-1141838588625601, DIRECT, f08c47fec0942fa0 content_copy Copy check_box_outline_blank/> Copy Copy Copy "google-site-verification" content="WkUe0NBRPpZulNfPjXsZEQeQYwhQKti4R8qN1rQ7KGk" /> google-site-verification" content="WkUe0NBRPpZulNfPjXsZEQeQYwhQKti4R8qN1rQ7KGk" /> Vachi news : Bollywood news hindi

संपर्क फ़ॉर्म

नाम

ईमेल *

संदेश *

Bollywood news hindi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Bollywood news hindi लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Arman Malik 4 Mahilao Ke Pati He, COART Ne Saman BBheja Or Vaidhta Ka Saboot Manga

Youtuber or big boss OTT 2 fem arman malik ki badi mushkile patiyala coart ne arman malik or 4 anya logo ko 2 September ko hindu vivah adhiniyam ke kathit ullanghan or dharmik bhavnao ko thes pahuchane ke mamle me talab kiya gaya h. 






Coart ka ye saman patiyala ke wakil davindar rajput dwara dayar yachika per adharit he. Rajput ne coart ko bataya ki arman malik ne 4 shadiya ki he. Isme se ek shadi ek nabalik ladki se ki gai thi unhone kaha, isliye humne hindu vivah adhiniyam ke tahat yachika dayar ki, jisme unke khila kanuni karwahi ki mang ki gai he. 





Dusri yachika me, rajput ne aarop lagaya ki arman malik hindu Devi devtaao ka roop dharan kar ashlilta ko badhawa de rahe he. Jisse hinduo ki dharmik bhavnaye gahre roop se aahat hui he, or unhone coart se malik ke khilaf sakht kaarwai ka aadesh dene ka anurodh kiya, tarko or sabuto ki samiksha ke baad, coart ne ab 4 anya logo sahit arman malik ko 2 September ko coart me pesh hone ka aadesh diya he. Ye aadesh arman sahit unki mojuda patni Payal, kritika or purv patni shamil ke liye he. 







Arman Malik ki patniyo ke bare me kaha to un per ek patni ke sath baal vivah ka aarop he. Mahila ki pahchan sumitra ke roop me hui he, jisse arman ke 2 bacche he. Unki 2 mojuda patniya, Payal or kritika malik he. Ek patni ki pahchan lakshdeep ke roop me hui he yachika karta ka kahna he ki youtuber ko apni shadiyo ki vadhyta spasht krni chahiye. 







Davindar singh dwara dayar 3 mamle 


1. July 2025 me social media influencer or big boss OTT 3 pratiyogi payal malik ne ek instagram video se vivad khada kar diya tha. Isme unhone trishul or mukut jese paramparik pratiko ke sath devi kali ka roop dharan kiya hua tha. Dharmik bhavnao ko thes pahuchane ke mamla bhartiya nyay sanhita 299 k tahat un per mamla dayar kiya gaya. Ye video payal ne ab hata diya he. Is mamle ki sunwahi ab 21 august ko hogi. 





2. Dusra mamla bahu vivah ka he. Jisme 5 logo ko talab kiya gaya he. 





3. Tisra mamla IT act ke tahat he, jisme social media per galat samagri hatane ki mang ki gai he. Is mamle ki sunwai bhi usi judge, 2 September ko hi krenge. 





Arman Malik kon hai? 



Arman Malik ka asli naam sandeep hai. Wo hisar ke rahne wale he. Arman pahle private bank me kaam karte the. Fir wo dilhi shift ho gaye. Batour content creater unhone fam paya. YouTube per apne content ke sath sath apni 2 biwiyo or 4 bacho ki wajah se bhi arman malik famous hue Isi ke chalte big boss 'OTT 3' me unhe dekha gaya tha. Jiske sath arman ki fame me badhotari hui Isi show me arman sang unki dono patniya payal or kritika ko bhi dekha gaya. 

Arshad Varsi Or Akshay Kumar Ki Jolly LLB 3 Ki Uniq Publicity

Akshay Kumar or Arshad varshi ki film jolly LLB 3 release hone wali he. Jisme ek mahina hi bacha he. Fans ko is film ka besabri se Intjar he, or iss moke ko actors khona nahi chahte, isliye unhone Iss film ke pramoshan k liye ek uniq stratagy banai he.







 Jolly LLB - 3 Publicity 29 July ko khaber aai ki central board of film certification ne jolly LLB - 3 ke 3 video assets ko manjuri de di he. Isme khas baat ye he ki ye koi sadharan trailer nahi he. Isme 1st video 'Jolly LLB -3' : Rashtriy gaan shamil honge. Dusra video me jolly LLB 3: features presentation ki shuruaat he.







 Wahi tisra or sabse lamba video he jolly llb3:intermission. In dino video ko CBFC ne clean 'U' certificate ke sath paas ker diya he.






 Iss film se pahle prakash jha ki film rajniti jo ki 2010 me release hui thi uske liye bhi esa hi special national anthem video jari kiya gaya tha, jisme ranbeer kapoor, nana pateker, katrina kaif ajay devgan, manoj bajpai nasiruddhin shah jese bade kalakaro k sath khud nirdeshak bhi najar aaye the. 








 Yah video theatre me film show se pahle dikhaya gaya tha or darshako ko yah kafi pasand aaya tha. Iske pahle part me arshad varsi lead role me the, jabki dusre part me Akshay Kumar ne jolly ka kirdar nibhaya tha. 








Iss bar dono hi adalat me najar aayenge, jo ki dekhne me bhot hi romanchak hoga. Jolly LLB - 3, 19 September, 2025 ko cinema gharo me release hogi.

Saiyaara OTT Release


Movie OTT per der se release hogi,Saiyara movie ko kis plate from per dekh sakte he. Saiyara film ne Ahan Pande ko bhot hi jald famous star bana diya he. Isi film se unhone debue kiya or film ko achi khasi safalta mil rahi he. 






Unke alawa movie me Anit padda najar aai or darshako ne unhe bhot pasand kiya he. Or sab fans unki OTT release ka besabri se Intjar kar rahe he. 






 Pichle hafte 18 July 2025 ko release hone k baad se 'Saiyaara' lagatar box office per jaberdast kamai kr rahi he. Wahi kuch fans iski OTT release hone ka intjaar kar rahe he. Makers Ne Esa Ku Kiya?







 Aamtor per filme thiyetor release k 4 - 8 hafte baad OTT per aa jati thi per ab usme deri ho rahi he, Nirmata iske liye ek naya tread follow krne ki bat kr rahe he. Times of India reports k mutabik film ab 3 mahine baad OTT per release hogi. 







 Saiyara Film ka World Wide Collection kitna Raha ? Reports k mutabik film nirmata release ki tarikh ko diwali k aaspas aage badhane ki baat kah rahe he. 







Matlab Saiyaara ab 3 hafte baad OTT plateform Netflix per dastak degi. Film jo sirf 40 caror me bani film ne box office per 170 corror ka collection kar liya he. 







Globali film ka collection 250 corror pahoch gaya he. Saiyaara October me diwali weekend per release hogi. Box office per Saiyaara ne 21 corror Rs. Ki kamai K sath shuruaat ki, jo romance joner ki Kisi bhi film k liye sbse adhik kamai he. 







Chanki Pande k bhatije Ahan Pande ne iss film se Bollywood me debue kiya. Apni acting se unhone darshako ko prabhavit kiya or sabke favourite ban gaye. 







 Box office per Saiyaara : In karno se kar rahi bumper kamai - Box office per Ahan Pande starar Saiyaara ki dhamakedar pradarshan jari he. Film ne pahle hafte me hi dhamake daar karobar karke her kisi ko heran kar diya he. 







Saiyaara film ki itni adhik kamai ki wajah ki padtal ki gai or Iske mukhya karno per prakash dala gaya. Jane kya he Saiyaara ka arth - Saiyaara yani taaro k bich bhatakta ek sitara, jo apni chamak se dusro ki jindgiyo ko roshan karta he. 







Naye kalakar Ahan Pande or Anit Padda abhinit film Saiyaara ne 100 carror rupaye se jyada kamai kar bade filmkaro ko choka diya he.







 Akhir Ku Ho Rahi He Saiyaara Ki Itni Kamai - Saiyaara pradarshit hone k baad se hi cinema gharo se kai videos aarahe he jaha koi bhi IV drip lagaker film dekhne pahucha to koi bhot roya. Ajay Dewgan ki film Sun of sardar - 2 k pradarshan ki tarikh ek hafte aage badha di gai he.







 Iska karan tha film ka sangit. Dusra karan nirdeshak Mohit Suri he, jo prem kahani banane me expert he. Ranniti: Pradarshan se pahle film ki teeme pramoshan me jut jati he. Per yaha film ki teem ne Interview tak nahi diye.

Bollywood Ka Sabse Handsome Ladka Kon He ?

Bollywood ka sabse handsome ladka Aarav Bhatia he, aarav bohot attractive he.