google.com, pub-1141838588625601, DIRECT, f08c47fec0942fa0 content_copy Copy check_box_outline_blank/> Copy Copy Copy "google-site-verification" content="WkUe0NBRPpZulNfPjXsZEQeQYwhQKti4R8qN1rQ7KGk" /> google-site-verification" content="WkUe0NBRPpZulNfPjXsZEQeQYwhQKti4R8qN1rQ7KGk" /> Vachi news : sun of sardar ki kamai.

संपर्क फ़ॉर्म

नाम

ईमेल *

संदेश *

sun of sardar ki kamai. लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
sun of sardar ki kamai. लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Box Office Collection : 'Dhadak 2' Ko Piche Choda Ajay Dewgan Ki Film 'Son Of Sardar 2' Ne Pahle Din Kitni Kamai ?

Movie - dhadak - 2 Vs son of sardar - 2 



Day - 1 Box office collection : Shukrwar 'son of sardar 2' movie or 'dhadak 2' dono ek sath release hui he, to wahi Saiyaara ka craze abhi tak bana hua he. Dhadak 2 me siddharth chaturvedi k sath tripti dimri bhi najar aarahi he. 






'Son of sardar 2' me mranaal thakur or ajay devgun dono ek sath dikhaye gaye he. Ab dono hi filmo ka pahle din collection bhi samne aa chuka he. To aaiye jante he dono me se kisne adhik kamai ki he. 




'Dhadak 2' Collection Kitna ?



Siddhant or tripti ki romantic film release ho gai he. Dhadak 2 me drama, emotions or pyar sab kuch he. Report k mutabik iss film ko bharat me 3.35 corror rs. ki opening mili he. 





'Sun of sardar 2' ka collection ?



Film 'sun of sardar 2' k pahle din ka collection - report k mutabik, ajay devgun ki film ne bharat me pahle din 6.75 corror rs. ka collection kiya he. Jo ki early astimate he. Official deta aane k baad Isme thoda badlav ho sakta he. Sun of sardar k pahle part ne pahle din 10.80 corror se shuruaat ki thi. 







Saiyaara ka collection kitna ?



Bhale hee 'Dhadak - 2' 'Sun Of Sardar - 2' film ko takkar na de paye, lekin Saiyaara film ne dono hi filmo ko jaberdast takkar di he. Saiyaara ka craze abhi tak bana hua he. Film ne apne 15 th din 4.24 corror rs tak ka collection kiya he. Yah film 300 corror rs. Club me shamil hone ki taraf teji se badh rahi he. Kuki aj shaniwar or kal ravirar he to iski kamai me ijafa ho sakta he. Kher ajay devgun ki film ka khas mukabla Saiyaara se he. 

Bollywood Ka Sabse Handsome Ladka Kon He ?

Bollywood ka sabse handsome ladka Aarav Bhatia he, aarav bohot attractive he.