google.com, pub-1141838588625601, DIRECT, f08c47fec0942fa0 content_copy Copy check_box_outline_blank/> Copy Copy Copy "google-site-verification" content="WkUe0NBRPpZulNfPjXsZEQeQYwhQKti4R8qN1rQ7KGk" /> google-site-verification" content="WkUe0NBRPpZulNfPjXsZEQeQYwhQKti4R8qN1rQ7KGk" /> Vachi news : LLB 3 movie ki Uniq publicity

संपर्क फ़ॉर्म

नाम

ईमेल *

संदेश *

LLB 3 movie ki Uniq publicity लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
LLB 3 movie ki Uniq publicity लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

Arshad Varsi Or Akshay Kumar Ki Jolly LLB 3 Ki Uniq Publicity

Akshay Kumar or Arshad varshi ki film jolly LLB 3 release hone wali he. Jisme ek mahina hi bacha he. Fans ko is film ka besabri se Intjar he, or iss moke ko actors khona nahi chahte, isliye unhone Iss film ke pramoshan k liye ek uniq stratagy banai he.







 Jolly LLB - 3 Publicity 29 July ko khaber aai ki central board of film certification ne jolly LLB - 3 ke 3 video assets ko manjuri de di he. Isme khas baat ye he ki ye koi sadharan trailer nahi he. Isme 1st video 'Jolly LLB -3' : Rashtriy gaan shamil honge. Dusra video me jolly LLB 3: features presentation ki shuruaat he.







 Wahi tisra or sabse lamba video he jolly llb3:intermission. In dino video ko CBFC ne clean 'U' certificate ke sath paas ker diya he.






 Iss film se pahle prakash jha ki film rajniti jo ki 2010 me release hui thi uske liye bhi esa hi special national anthem video jari kiya gaya tha, jisme ranbeer kapoor, nana pateker, katrina kaif ajay devgan, manoj bajpai nasiruddhin shah jese bade kalakaro k sath khud nirdeshak bhi najar aaye the. 








 Yah video theatre me film show se pahle dikhaya gaya tha or darshako ko yah kafi pasand aaya tha. Iske pahle part me arshad varsi lead role me the, jabki dusre part me Akshay Kumar ne jolly ka kirdar nibhaya tha. 








Iss bar dono hi adalat me najar aayenge, jo ki dekhne me bhot hi romanchak hoga. Jolly LLB - 3, 19 September, 2025 ko cinema gharo me release hogi.

Bollywood Ka Sabse Handsome Ladka Kon He ?

Bollywood ka sabse handsome ladka Aarav Bhatia he, aarav bohot attractive he.